Tu sath na de mera,
Chalna mujhe aata hai.
Har aag se wakif hun,
Zalna mujhe aata hai.
Ye ziwan ka putla,
Jal jaye bhi to kya.
Marne ke liye esa ab dor na aayega.
Jo bit gaya hai wo ab dor na aayega,
Is dil me siwa tere koyi or na aayega.......
Thursday 12 June 2014
>Bura waqt BATA kr nhi aata mgr boht kuch SIKHA kr jata hy!
.
>Duniya ki sakht tareen saza'on me se 1 Saza INTZAR b hy
.
>KHULOOS ki khushbu duniya ki sb se khubsurat Khushbu hy
.
>Badsurat chehra badsurat DIMAGH se behter hy
.
.
>Aankh Dil ka darwaza hy Tamam aafat isi raaste se daakhil hoti hn.
.
>Hr shakhs Sacha Dost talaash krta hy Magr Khud Sacha Dost ban'nay ki zehmat gawaara nahi krta.
Subscribe to:
Posts (Atom)